Tajallii Naar Thi Ya Noor Tum Samjhe Na Hum Samjhe Jala Kion Kar Ye Koh-e-Toor Tum Samjhe Na Hum Samjhe




تجلی نار تھی یا نور تم سمجھے نہ ہم سمجھے
جلا کیونکر یہ کوہِ طور تم سمجھے نہ ہم سمجھے

خدا نے روح پھونکی نفس کو کس نے کیا داخل
کہاں سے آ گیا مغرور تم سمجھے نہ ہم سمجھے

خطا کس کی سزا کس کو طلب کس کی عطا کس کو
عجب قدرت کا ہے دستور تم سمجھے نہ ہم سمجھے

وہ شہہ رگ سے بھی ہے نزدیک یہ قرآن کہتا ہے
ہے شہہ رگ ہم سے کتنی دور تم سمجھے نہ ہم سمجھے

Tajallii Naar Thi Ya Noor Tum Samjhe Na Hum Samjhe
Jala Kion Kar Ye Koh-e-Toor Tum Samjhe Na Hum Samjhe

Khuda Ne Rooh Phoonki Nafs Ko Kis Ne Kia Dakhil
Kahaan Se Aa Gaya Maghroor Tum Samjhe Na Hum Samjhe

Khata Kis Ki Saza Kis Ko Talab Kis Ki Aata Kis Ko
Ajab Qudrat Ka Hai Dastoor Tum Samjhe Na Hum Samjhe

Wo Shah-Rag Se Bhi Hai Nazdeek Ye Quran Kehta Hai
Hai Shah-Rag Hum Se Kitni Door Tum Samjhe Na Hum Samjhe

Comments

  1. Poet Jo Bhi Hai Poetry La-Jawaab Hai

    ReplyDelete
  2. Molana jalaluddin roomi ki poetry hai very nice

    ReplyDelete
    Replies
    1. o bhai kio poetry ki tareekh ki MC BC r raha hai.... URDU ka wajood bhi nahi tha k jab molana Romi aye aur chly gye FARSI may poetry kr k ....KHUDA KO MAAN

      Delete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay