Aagayee sham dhaltay he Bujh gia chiragh jaltay he



آگئی یاد شام ڈھلتے ھی
بجھ گیا دِل چراغ جلتے ھی
کُھل گئے شہرِ غم کے دروازے
اِک ذرا سی ھوا کے چلتے ھی
کون تھا تُو کہ پھر نہ دیکھا تُجھے ؟؟
مِٹ گیا خواب آنکھ ملتے ھی
خوف آتا ھے اپنے ھی گھر سے
ماہِ شب تاب کے نکلتے ھی
تُو بھی جیسے بدل سا جاتا ھے
عکسِ دیوار کے بدلتے ھی
خون سا لگ گیا ھے ھاتھوں میں
چڑھ گیا زھر ، گل مسلتے ھی 
منیر نیازی
ماہِ منیر" سے انتخاب

Aagayee sham dhaltay he
Bujh gia chiragh jaltay he
Khul gayaa shaher a gham Kay derwazay
Aik zara se hawa Kay chaltay he
Kon tha Kay tu pher na daikha tujhay ?
Mit gayaa khawab ankh Maltay he
Khoof aata hai apnay he ghar say
Mah a shab a tab Kay nikal tay he
Tu bhi jaisa badalta jata hai
Aks deewar Kay badaltay he
Khoon sa lag gia hai hathon main
Charh gia zahr , gul masaltay he
Muneer Niazi

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai