Kia ajeeb rishta ha dard aur mohabat main



کیا عجیب رشتہ ہے
درد اور محبت میں
جس قدر محبتوں میں شدتیں مہکتی ہیں
درد بڑھتا جاتا ہے
کیا عجیب رشتہ ہے
خواب اور حقیقت میں
جس قدر بھی اچھے ہوں
خواب ٹوٹ جاتے ہیں
اور یہ حقیقت ہے
کیا عجیب رشتہ ہے
آنسوؤں کا بارش سے
ہجر کی کہانی جب آنسوؤں سی لکھی ہو
بارشیں نہیں رکتیں

Kia ajeeb rishta ha
dard aur mohabat main
jis qader mohabaton main shidaten mahekti hn
dard barhta jata ha
kia ajeeb rishta ha
khawb aur haqeeqat main
jis qader bhi achay hon
khawb toot jatay hn
aur ye haqiqat ha
kia ajeeb rishta ha
aansuon ka barish se
hijr ki kahani jb aansuon se likhi ho
BARISHEN NAHEEN RUKTEEN

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai