Udas Mosam Mein Zard Patay , Muntazir Hai Bahar teray ,



اداس موسم میں زرد پتے
منتظر ہیں بہار تیرے
نجانے کتنی رتوں سے پیاسے
یہ دشت تم کو بلا رہے ہیں
کبھی تو لوٹو ، کبھی تو پلٹو
کہ زندگی میں ويرانياں ہیں
بنا تمھارے
یہ موسموں کی ادائیں دیکھو
کبھی ہنسائیں ، کبھی رلائیں
تم ہی کہو اب
کیا کریں هم
یاد رکھیں یا بھول جائیں

Udas Mosam Mein Zard Patay ,
 Muntazir Hai Bahar teray ,
Na Janay Kitne Rutoon K Pyasay ,
Ya Dashet tum ko Bula Rahay Ha ,
Kabi tou Laotu ,
Kabi tu Palto ,
K Zindgi Ma veranea Ha Bin tumharay ,
Ya Mosmon Ki Adayen Dekho ,
Kabi Hansaye ,
Kbi Rulaye ,
Tum hi Kaho Ab kya Karay Hum ,
Yaad Rakhay Ya Bool Jaen...!!!

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai