ZINDAGI JEHAD MEIN HAI, SABR KE QABU MEIN NAHIN NABZE-E-HASTI KA LAHU KAAMPTEY AANSOO MEIN NAHIN



ज़िंदगी जिहाद में है सब्र के क़ाबू में नहीं
नब्ज़ ए हसती का लहू काँपते हाथों में नहीं
उड़ने खुलने में है निकहत ख़म ए गेसू में नहीं
जन्नत इक और है जो मर्द के पहलू में नहीं
उसकी आज़ाद रविश पर भी मचलना है तुझे
उठ मेरी जान मेरे साथ ही चलना है तुझे। 

ZINDAGI JEHAD MEIN HAI, SABR KE QABU MEIN NAHIN
NABZE-E-HASTI KA LAHU KAAMPTEY AANSOO MEIN NAHIN
UDNE KHULNE MEIN HAI NAKKHAT, KHAM-E-GESU MEIN NAHIN
JANNAT IK AUR HAI JO MARD KE PEHLU MEIN NAHIN
USKI AZAD RAVISH PAR BHI MACHALNA HAI TUJHE
UTH MERI JAAN MERE SAATH HI CHALNA HAI TUJHE
Kaifi Azmi

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai