Tumhein Kuch Yaad Hai? Woh Pichli Barishon Mein Hum Badey Nadaan Hote Thay



 تمہیں کچھ یاد ہے؟
 وہ پچھلی بارشوں میں ہم
 بڑے نادان ہوتے تھے
 سب کی آنکھ سے بچ کر
 پرانی کاپیوں سے ہم
 ورق کچھ نوچ لیتے تھے
 ہم ایک کشتی بناتے تھے
 وہ پانی پر چلاتے تھے
 ہمیں لگتا تھـا جـیسے ہم
 اُسـی کشتی میں بـیٹھے ہیں
وہ کشتی پار جاتی تھی
تو ہـم بھی پار جـاتے تھے
وہ کشتی ڈوب جاتی تھی
تو ہـم بھی ڈوب جاتے تھے
چـلو گزرے ہوئـے کل کے
 وہ پـل پھر ڈھـونـڈ لاتے ہیں
 پرانی کـاپیـاں لے کر
 نئـی کشتـی بناتـے ہیں
 وہ پانی پر چلاتے ہیں
 چـلو پِھـر پـار جاتےہیں
 چـلو پِھـر ڈوب جـاتـے ہیں
Tumhein Kuch Yaad Hai?
Woh Pichli Barishon Mein Hum
Badey Nadaan Hote Thay
Sab Ki Aankh Se Bach Kar
Purani Kapieyon Se Hum
Warq Kuch Noch Laitay Thay
Hum Aik Kashti Banate Thay
Woh Pani Par Chalate Thay
Humein Lagta Tha Jaise Hum
Ussi Kashti Mein Baithay Hain
Woh Kashti Paar Jati Thi
Tou Hum Bhi Paar Jatay Thay
Tou Hum Bhi Paar Jate Thay
Tou Hum Bhi Doob Jate Thay
Chalo Guzre Hoe Kal Ke
Woh Pal Phir Dhoond Late Hain
Purani Kapiyan Le Kar
Nai Kashti Banate Hain
Woh Pani Par Chalate Hain
Chalo Phir Paar Jate Hain
Chalo Phir Doob Jate Hain 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai