cheekh rahi thi aankheen uski jatay pal ki vehshat say main nay uski dori daikhi kaisay ki shidat say



چیخ رہی تھی آنکھیں اسکی جاتے پل کی وحشت سے
میں نے اسکی دوری دیکھی کیسے ضبط کی شدت سے
cheekh rahi thi aankheen uski jatay pal ki vehshat say
main nay uski dori daikhi kaisay ki shidat say

جینے کی کوشش میں دل کی خوشحالی پامال ہوئی
خواہش کے دریا کو دیکھا دور سے لیکن وحشت سے
jeenay ki koshish main dik ki khushhali pamal hovi
khawhish kay darya ko daikha door say laikin vehshat say

فرحت قسمت سے سمجھوتہ ہم نے آخرکار کیا
کاسہءدل کو الٹا کر کے بیٹھ گئے ہیں قناعت سے
Farhat qismat say samjhota ham nay aakhirkar kiya
kasa i dil ko ulta kar kay baith gaiy hain qanaat say
Farhat Yasmeen


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo