Zanaan e Misar Ka Bazaar Yaro Ab Bhi Lagta Hai Kisi Ki Ungliyan Kat'ti Hain Na Hi Khoon Behta Hai



زنان مصر کا بازار یارو اب بھی لگتا ہے
کسی کی انگلیاں کٹتی ہیں نہ ہی خون بہتا ہے
زلیخابھی کوئی آتی نہیں اس دشت ویراں میں
کہاں سے ڈھونڈ کر لاؤں میں پھر اس ماہ کنعاں کو

Zanaan e Misar Ka Bazaar Yaro Ab Bhi Lagta Hai
Kisi Ki Ungliyan Kat'ti Hain Na Hi Khoon Behta Hai
Zulekha Bhi Koi Aati Nahi Iss Dasht e Weeraan Mein
Kahan Se Dhoond Kar Laoun Main Phir Iss Maah e Kena'an Ko


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo