Shab e Tanhaai Aur Ye gham Mujhy Achy nahi lagty Badaltay hoe Mousam Mujhy Achy nahi lagtay



شبٍ تنہائی اور یہ غم مجھے اچھے نہیں لگتے
بدلتے  ہوئے  موسم  مجھے  اچھے نہیں  لگتے
پکڑنا  ھے کسی کا  ہاتھ تو  پھر  عمر  بھر  پکڑو
یہ  عارضی  سنگم   مجھے ا چھے نہیں  لگتے
زرا سی ضرب سے  پڑ  جائیں  دراڑیں جن  پر
پتھر  کے  وہ  صنم  مجھے  اچھے  نہیں  لگتے
تحریر   تاشفین فاروقی

Shab e Tanhaai Aur Ye gham Mujhy Achy nahi lagty
Badaltay hoe Mousam Mujhy Achy nahi lagtay
Pakarhna hai kisi ka haath tou phir umar bhar pakrho
Ye Aarzi sangam Mujhy Achy nahi lagty
Zara si Zarb se parh jaayen Darraarhen jin par
Pathar ke Wo Sanam Mujhy Achy nahi lagty

Written by Tashfeen Farooqi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai