Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha,Kafila bhi uska tha



Manzilain bhi uski thi,Rasta bhi uska tha.
Ek main akela tha,Kafila bhi uska tha
Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi
raasta badalne ka faisla bhi uska tha
Aaj kyun akela hoon,Dil sawal karta hai
Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha?

Destinations were also hers, path was also hers
I was alone, the caravan was also his
He had the thought of walking together
The decision to change the path was also his
Why am I alone today, my heart asks questions
People were hers, was God also hers?


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha