Tu Ne Dekhi Hai Woh Paishani Woh Rukhsar Woh Hont Zindagi Jin Ke Tasawur Mein Luta Di Hum Ne



تو نے دیکھی ہے وہ پیشانی، وہ رخسار، وہ ہونٹ
زندگی جن کے تصور میں لٹا دی ہم نے
تجھ پہ اُٹھی ہیں وہ کھوئی ہوئی ساحر آنکھیں
تجھ کو معلوم ہے کیوں عمر گنوا دی ہم نے
فیض احمد فیض


Tu Ne Dekhi Hai Woh Paishani Woh Rukhsar Woh Hont

Zindagi Jin Ke Tasawur Mein Luta Di Hum Ne

Tujh Pe Uthi Hein Woh Khoyi Hoi Sahir Aankhein

Tujh Ko Maloom Hai Kion Umar Ganwan Di Hum Ne

Faiz Ahmad Faiz

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay