Dil kay jhuknay ki khabar ho phir na sir katnay ka hoosh aik sajda ho agar aisa , jisy sajda kahoon
منفرد نام کے شاعر مقیم پیا ولی کا خوبصورت کلام
دل کے جھکنے کی خبر ہو پھر نہ سر کٹنے کا ہوش
ایک سجدہ ہو اگر ایسا ، جسے سجدہ کہوں
جس میں تیرا غم نہیں وہ دل نہیں کچھ اور ہے
کیسے خالی قبر کو راحت گہہ تقویٰ کہوں
Munfarid Nam Ke Shair Muqeem Piya Wali Ka Khoobsorat Kalam
Dil kay jhuknay ki khabar ho phir na sir katnay ka hoosh
aik sajda ho agar aisa , jisy sajda kahoon
jis main taira gham nahi woh dil nahi kuch ore hay
kaisy khali qabar qabar ko rahat ghahi taqwa kahoon
Muqeem piya wali
Comments
Post a Comment