Posts

Showing posts from May, 2021

Mere "YOUSAF" Teri Bharpor Ziyarat Ke Liye Maang Laai Hoon "ZULAIKHA" Se Udhari Aankhein

Image
  میرے "یوسف" تیری بھرپور زیارت کے لیے مانگ لائی ھوں "زلیخا" سے ادھاری آنکھیں Mere "YOUSAF" Teri Bharpor Ziyarat Ke Liye Maang Laai Hoon "ZULAIKHA" Se Udhari Aankhein

Chahaton Ka Jahaan Hai URDU Rahaton Ka Nishaan Hai URDU

Image
 

Nafrat Ke Khazane Mein To Kuchh Bhi Nahi Baqi Thoda Sa Guzare Ke Liye Pyar Bachaen

Image
 

Woh Shakhs Na Boly Tou Mujhe Lagta Hai Aise Jaise Koi Barson Ki Kamaai Nahi Deta

Image
  وہ شخص نہ بولے تو مجھے لگتا ہے ایسے جیسے کوئی برسوں کی کمائی نہیں دیتا Woh Shakhs Na Boly Tou Mujhe Lagta Hai Aise Jaise Koi Barson Ki Kamaai Nahi Deta  

Dastak Ki Tou Har Ik Ko Ijazat Hai Lekin Khulta Nahi Har Ik Pe Dar e Yaar Khabardar

Image
  دستک کی تو ہر اِک کو اجازت ہے لیکن کھلتا نہیں ہر اِک پہ درِ یار خبردار ہے عشق کے روزے میں فقط لذتِ سحری تا عمر نہیں صورتِ افطار خبردار Dastak Ki Tou Har Ik Ko Ijazat Hai Lekin Khulta Nahi Har Ik Pe Dar e Yaar Khabardar Hai Ishq Ke Roze Mein Faqat Lizzat e Sahri Ta Umar Nahi Soorat e Iftaar Khabardar  

Sara kamal muhabbat ka hai warna Pathar ki deewaro ko kon taj Mahal kehta

Image
    ﺳﺎﺭﺍ ﮐﻤــﺎﻝ ﻣﺤﺒﺖ ﮐﺎ ﮬﮯ ﻭﺭﻧﮧ ﭘﺘﮭﺮ ﮐﯽ ﺩﯾﻮﺍﺭﻭﮞ ﮐﻮ ﮐﻮﻥ ﺗﺎﺝ ﻣﺤﻞ ﮐﮩﺘﺎ Sara kamal muhabbat ka hai warna Pathar ki deewaro ko kon taj Mahal kehta  

Dhokha diya hai khud ko Mohabbat ke naam par Ye kis tarha kahne ke Gunahgar hum nahi

Image
Dhokha diya hai khud ko Mohabbat ke naam par Ye kis tarha kahne ke Gunahgar hum nahi Mana teri Nazar me tera pyar hum nhi Kaise kahne ke tere Talabgar hum nahi I have betrayed myself in the name of love What kind of shoulders are they? We are not the culprits  I agree that I am not your love in your eyes How can I say that I am not looking for you

Ab naa main hoon, naa baakee hain zamaane mere​, fir bhee mashahoor hain shaharon men phasaane mere​,

Image
  Ab naa main hoon, naa baakee hain zamaane mere​, fir bhee mashahoor hain shaharon men phasaane mere​, zaindagee hai to nae zakhm bhee lag jaaenge​, ab bhee baakee hain kaii dost puraane mere. Now neither I am there, nor my world is left. Still my traps are famous in the cities, If life is there, then no wound will be hurt. Are these old friends of mine still left?

Zindagi dekhti hai hairat se Kitni taizi se shaam hoti hai

Image
Zindagi dekhti hai hairat se Kitni taizi se shaam hoti hai

karen kiya bat tujh say fitnagar, ik khail hai tujh ko ulajh parrna , bigrrna , ranj karna , ghussa ho jana

Image
  کریں کیا بات تجھ سے فتنہ گر , اک کھیل ہے تجھ کو الجھ  پڑنا   ،   بگڑنا  ،    رنج کرنا  ،   غصہ   ہو  جانا karen kiya bat tujh say fitnagar, ik khail  hai tujh ko ulajh parrna ,  bigrrna  ,  ranj karna   , ghussa ho jana ( Dagh Dehlvi )  

Oron se bhi wabistagiyan hain thore se magar Tujh se jo silsile hain wo intaha ke hain

Image
  اوروں سےبھی وابستگیاں ہیں تھوڑی سی مگر تجھ سےجوسلسلےہیں وہ انتہا کےہیں Oron se bhi wabistagiyan hain thore se magar Tujh se jo silsile hain wo intaha ke hain

Bhula denge hum tumhein bhi z’ra sabr to kero Rag rag mein basay ho thora waqt to lagay ga

Image
Bhula denge hum tumhein bhi z’ra sabr to kero Rag rag mein basay ho thora waqt to lagay ga

Ajeeb lutf tha nadaaniyo.n ka aalam bhi Samajh mei.i aayee.n tau baato.n ka vo maza bhi gyaa

Image
अजीब लुत्फ़ था नादानियों के आलम में समझ में आईं तो बातों का वो मज़ा भी गया عجیب لطف تھا نادانیوں کے عالم میں سمجھ میں آئیں تو باتوں کا وہ مزہ بھی گیا Ajeeb lutf tha nadaaniyo.n ka aalam bhi Samajh mei.i aayee.n tau baato.n ka vo maza bhi gyaa AnwarMasood

Dekhna bhi tu unhen door se dekha karna Sheva ashaq nahen husun ko ruswa karna

Image
  دیکھنا بھی تو انہیں دور سے دیکھا کرنا شیوہ عشق نہیں حسن کو رسوا کرنا   Dekhna bhi tu unhen door se dekha karna Sheva ashaq nahen husun ko ruswa karna Hasrat

Bataon kya mohabbat ka mazaa ae poochnay walay Kabhi mehsoos ki hai dhaar khanjar ki rag e jaan par

Image
Bataon kya mohabbat ka mazaa ae poochnay walay Kabhi mehsoos ki hai dhaar khanjar ki rag e jaan par Tell me what is the fun of love, those who ask Have you ever felt the thread of a dagger on the anger of life

Chalo Tahreer Karte Hain Wafa Kaise Nibhani Hai??? Karen Phir Dastkhat Uss Par Phire Jo Qaul Se Apne Saza Usko Mile Rab Se Usey Phir Se Mohabbat Ho

Image
Chalo Tahreer Karte Hain Wafa Kaise Nibhani Hai??? Karen Phir Dastkhat Uss Par Phire Jo Qaul Se Apne Saza Usko Mile Rab Se Usey Phir Se Mohabbat Ho

Ajab Nahi Keh Teri Halki See Muskurahat Se Kisi Ki Hayat Ka Waqfa Taweel Ho Jata Hai

Image
  عجب نہیں کہ تیری ہلکی سی مسکراہٹ سے کسی کی حیات کا   وقفہ طویل ہو جاتا ہے Ajab Nahi Keh Teri Halki See Muskurahat Se Kisi Ki Hayat Ka Waqfa Taweel Ho Jata Hai

Ishq Mein Jeenay Ka Mumkin Nahi Imkan Niklay Dil Diya Usko Keh Dekhay Se Jise Jaan Niklay

Image
عشق میں جینے کا ممکن نہیں امکاں نکلے دل دیا اس کو کہ دیکھے سے جسے جاں نکلے  Ishq Mein Jeenay Ka Mumkin Nahi Imkan Niklay Dil Diya Usko Keh Dekhay Se Jise Jaan Niklay مجھ کو خود اپنی تباہی پہ بڑا رشک آیا وہ میرے حال پہ اس درجہ پشیماں نکلے Mujh Ko Khud Apni Tabahi Pe Bara Rashk Aaya Woh Mere Haal Pe Is Darja Pashemaan Niklay   ان سے ملنے کا کسی روز نہ امکاں نکلا عمر گزری اسی ارماں میں کہ ارماں نکلے Un Se Milnay Ka Kisi Roz Na Imkaan Nikla Umar Guzri Isi Armaan Mein Keh Armaan Niklay   آپ سے لطف و کرم کی بڑی امیدیں تھیں آپ بھی میرے لیے فتنہ ء دوراں نکلے Aap Se Lutf o Karam Ki Bari Ummeedein Thein Aap Bhi Mere Liye Fitna e Daoran Niklay   بے خودی دل کی مجھے لے کے جہاں پہنچی ہے کاش منزل وہ میری کوچہء جانان نکلے Be-Khudi Dil Ki Mujhe Le Ke Jahan Pahonchi Hai Kaash Manzil Woh Meri Koocha e Janaan Niklay   بے خودی میں نہ ہوئی ہم کو نصیر خبر ہوش آیا تو ہمیں جلوہء جانان نکلے Be-Khudi Mein Na Hoi Hum Ko NASEER Khabar Hosh Aaya Tou Humain Jalwa e Janaan Niklay سید نصیرال...

Deeda e Tar Pe Wahan Kon Nazar Karta Hai Kaasa e Chishm Mein Khoon Nab e Jigar Le Ke Chalo

Image
  دیدۂ تر پہ وھاں کون نظر کرتا ھے کاسۂ چشم میں خوں نابِ جگر لے کے چلو اب اگر جاؤ پئے عرض و طلب اُن کے حضور دست و کشکول نہیں کاسۂ سر لے کے چلو   فیض احمد فیض Deeda e Tar Pe Wahan Kon Nazar Karta Hai Kaasa e Chishm Mein Khoon Nab e Jigar Le Ke Chalo Ab Agar Jao Peeye Arz o Talab Unke Huzoor Dast o Kashkol Nahi Kaasa e Sar Le Ke Chalo   Faiz Ahmad Faiz

Ab Aaya Hai Khayal Ae Aaraam e Jaan Is Na Muradi Mein Kafan Dena Tumhein Bhooly Thay Hum Asbaab e Shadi Mein

Image
"جہیز لینے والوں پہ اللّہ کی لعنت" کہتےہیں کہ میر تقی میر نے اپنا گھر بیچ کر اپنی اکلوتی بیٹی کو جہیز دیا تھا شادی کےبعد بیٹی کو کسی نے کہا تیرے باپ نے اپنا گھر اجاڑ کر تیرا گھر بسا دیا بیٹی بہت حساس تھی، یہ سُن کر وہ بیمار پڑگئی اور اسی غم میں گُھل گُھل کرکچھ ہی دنوں میں انتقال کرگئی میر تقی میر بیٹی کا آخری دیدارکرنے گئے٬ کفن اٹھا کر بیٹی کو دیکھا اور کیسا غضب کاشعرکہا (جوان کی زندگی کا آخری شعر کہا جاتا ھے) اب آیا ھے خیال اے آرامِ جاں اس نامُرادی میں کفن دینا تمہیں بھولےتھے ہم اسبابِ شادی میں Ab Aaya Hai Khayal Ae Aaraam e Jaan Is Na Muradi Mein Kafan Dena Tumhein Bhooly Thay Hum Asbaab e Shadi Mein

Kia Khabar Is Waba Mein Hum Na Rahein Aakhiri Baar Phone Kar Lein Tumhein?

Image
  کیا خبر اِس وَبا میں ہم نہ رہیں آخری بار فون کر لیں تمہیں؟ شہزادقیس Kia Khabar Is Waba Mein Hum Na Rahein Aakhiri Baar Phone Kar Lein Tumhein? Shahzad Qais

Tujh Se Ranjish Aur Ikhtelaaf Bhi Hai Aur Kuch Ain Sheen Qaaf Bhi Hai

Image
  تجھ سے رنجش اور اختلاف بھی ہے اور کچھ ع ش ق بھی ہے #Hijars Tujh Se Ranjish Aur Ikhtelaaf Bhi Hai Aur Kuch Ain Sheen Qaaf Bhi Hai

Yeh Lafzon Ki Shararat Hai Zra Sambhal K Likhna Tm Mohabat Lafz Hai Lekin Ye Aksar Ho B Jati Hai

Image
Yeh Lafzon Ki Shararat Hai Zra Sambhal K Likhna Tm Mohabat Lafz Hai Lekin Ye Aksar Ho B Jati Hai

Sajaaye Rakhtey Hein Chehre Peh Jo Hansii Ki Kiran Na Jaane Rooh Mein , Kitne Shagaaf Rakhte Hein

Image
  سجائے  ر َکھتے  ہیں  چِہرے  پہ جو  ہَنسی  کی  کِرن نہ  جانے  رُوح  میں ، کِتنے  شگَاف رکھتے  ہیں #Hijars Sajaaye Rakhtey Hein Chehre Peh Jo Hansii Ki Kiran Na Jaane Rooh Mein , Kitne Shagaaf Rakhte Hein

Suna Hai , Uss Ke Parhaney Mein Hai Mitthas Aisi Bukhara Ho Bhi , Tou Bachey School Aatey Hein

Image
  سُنا ہے اُس  کے   پڑھانے  میں  ہے  مَٹھاس اَیسی بُخار  ہو  بھی  ،  تو   بَچَّے  اَسکُول   آتے   ہیں #Hijars Suna  Hai  , Uss Ke Parhaney  Mein Hai Mitthas Aisi Bukhara  Ho  Bhi  ,  Tou  Bachey  School  Aatey  Hein

Tunhayian Tummhara Patah Poochhti Rahien Shab Bhar Tumhari YAAD Ne ,Soney Nahien Diya

Image
  تَنہائیاں تُمہارا پتہ پُوچھتی رہِیں شَب بھَر تُمہاری یاد نے سونے نہیں دِیا آنکھوں میں آکے بیٹھ گئی آنسُؤوں کی لِہر پَلکوں پہ کوئی خواب پرونے نہیں دِیا #Hijars Tunhayian Tummhara Patah Poochhti Rahien Shab Bhar Tumhari YAAD Ne ,Soney Nahien Diya Aankhon Mein Aakey Beith Gayi Aansooun Ki Leher Palkon Peh Koi Khawaab Proney Nahien Diya

Ghat Gaya Tahzeeb Ke Gunbad Mein Har Khuwahish Ka Dum Jangalon Ka Mor Hum Ne Ghar Ke Andar Rakh Lia

Image
  گھٹ گیا تہذیب کے گنبد میں ہر خواہش کا دم جنگلوں کا مور ہم نے گھر کے اندر رکھ لیا #Hijars Ghat Gaya Tahzeeb Ke Gunbad Mein Har Khuwahish Ka Dum Jangalon Ka Mor Hum Ne Ghar Ke Andar Rakh Lia

Kis Qadar Khasta Haal Kar Deta Hai Ae Khanmaan Barbad Tu Khird Walon Ko Bhi Majzoob Bana Deta Hai Haai Ain Sheen Qaaf Tu

Image
  کس قدر خستہ حال کر دیتا ھے اے خانماں برباد تو خرد والوں کو بھی مجزوب بنا دیتا ھے ہائے  ع ش ق  تو #Hijars Kis Qadar Khasta Haal Kar Deta Hai Ae Khanmaan Barbad Tu Khird Walon Ko Bhi Majzoob Bana Deta Hai Haai Ain Sheen Qaaf Tu

Hum Jo Insaniat Ki Tahzeeb Liye Phirte Hein Hum Sa Wehshi Koi Jangal Ke Darindon Mein Nahi

Image
  ہم جو انسانیت کی تہزیب لیۓ پِھرتے ہیں ہم سا وحشی کوئی جنگل کے درِندوں میں نہیں #Hijars Hum Jo Insaniat Ki Tahzeeb Liye Phirte Hein Hum Sa Wehshi Koi Jangal Ke Darindon Mein Nahi

Aataa e Husn Thi , QAIS Ik Jhalak Mein Shokh Ghazal Kitab Lekhta Main Us Par Magar Woh Phir Na Mili

Image
  شہزاد قیس صاحب کی  خوبصورت ترین غزل رَدیف ، قافیہ ، بندِش ، خیال ، لفظ گری وُہ حُور ، زینہ اُترتے ہُوئے سکھانے لگی کتاب ، باب ، غزل ، شعر ، بیت ، لفظ ، حُروف خفیف رَقص سے دِل پر اُبھارے مست پری کلام ، عَرُوض ، تغزل ، خیال ، ذوق ، جمال بدن کے جام نے اَلفاظ کی صراحی بھری سلیس ، شستہ ، مُرصع ، نفیس ، نرم ، رَواں دَبا کے دانتوں میں آنچل ، غزل اُٹھائی گئی قصیدہ ، شعر ، مسدس ، رُباعی ، نظم ، غزل مہکتے ہونٹوں کی تفسیر ہے بھلی سے بھلی مجاز ، قید ، معمہ ، شبیہ ، اِستقبال کسی سے آنکھ ملانے میں اَدبیات پڑھی قرینہ ، سَرقہ ، اِشارہ ، کِنایہ ، رَمز ، سوال حیا سے جھکتی نگاہوں میں جھانکتے تھے سبھی بیان ، علمِ معانی ، فصاحت ، علمِ بلاغ بیان کر نہیں سکتے کسی کی ایک ہنسی قیاس ، قید ، تناسب ، شبیہ ، سَجع ، نظیر کلی کو چوما تو جیسے کلی ، کلی سے ملی ترنم ، عرض ، مکرر ، سنائیے ، اِرشاد کسی نے ’’سنیے‘‘ کہا ، بزم جھوم جھوم گئی حُضُور ، قبلہ ، جناب ، آپ ، دیکھیے ، صاحب کسی کی شان میں گویا لغت بنائی گئی حریر ، اَطلس و کمخواب ، پنکھڑی ، ریشم کسی کے پھول سے تلووں سے شاہ مات سبھی گلاب ، عنبر و ریحان ، مو...

Kabhi Mayoos Mat Hona Andhera Kitna Gehra Ho Sehar Ki Rah Mein Hayel Kabhi Bhi Ho Nahien Sakta Sawairah Ho Ke Rehta Hai

Image
کبھی  مایُوس  مَت  ہونا  اَندھیرا  کِتنا  گِہرا  ہو سِحِر  کی  راہ میں حائل کبھی بھی ہو نہیں سکتا سویرا ہو کے رِہتا  ہے #Hijars Kabhi Mayoos  Mat Hona Andhera Kitna Gehra Ho Sehar Ki Rah Mein Hayel Kabhi Bhi Ho Nahien Sakta Sawairah Ho Ke Rehta Hai

Ab Naza,a Ka Aalam Hai Mujh Par,Tum APNI MOHABBAT Wapas Lo! JAB Kashti Doobaney Lugti Hai,Tou Bojh Utara Karte Hein

Image
  اَب  نَزع  کا  عالم  ہے  مُجھ  پَر ،  تُم  اَپنی مُحَّبَّت   واپس  لو جَب  کَشتی  ڈُوبنے  لگتی  ہے ،  تو  بوجھ   اُتارا  کَرتے   ہیں #Hijars Ab  Naza,a Ka Aalam Hai Mujh Par,Tum APNI MOHABBAT Wapas Lo! JAB Kashti  Doobaney Lugti Hai,Tou Bojh  Utara Karte Hein

Main Jo Kehta Hoon Keh Hum Leingy Qayamat Mein Tumhein Kis Ra'aonat Se Woh Kehte Hein Keh Hum Hoor Nahi

Image
Main Jo Kehta Hoon Keh Hum Leingy Qayamat Mein Tumhein Kis Ra'aonat Se Woh Kehte Hein Keh Hum Hoor Nahi Mirza Asadullah Khan Ghalib

Boo-e-Gul, Naalah-e-Dil, Dood-e-Chirag-e-Mehfil Jo Teri Bazm Se Nikla, So Pareshaan Nikla

Image
Boo-e-Gul, Naalah-e-Dil, Dood-e-Chirag-e-Mehfil Jo Teri Bazm Se Nikla, So Pareshaan Nikla

Haath kaanton se kar liye zakhmi Phool baalon mein ik sajaanay ko

Image
Haath kaanton se kar liye zakhmi Phool baalon mein ik sajaanay ko

Na Bayaan hui Unn se,Na Bayaan hui Hum se Suljhi hui Aankhon mein,Uljhi hui Muhabbat

Image
  نہ بیان ہوئی ان سے نہ بیاں ہوئی  ہم  سے سلجهی ہوئی آنکھوں میں الجهی ہوئی محبت Na Bayaan hui  Unn se,Na Bayaan hui Hum se Suljhi hui Aankhon mein,Uljhi  hui Muhabbat

Wo Pila Kar Jaam Labon Se Apni Muhabbat Ka "Mohsin" Ab Kehte Hain Keh Nashay Ki Aadat Achi Nahi Hoti

Image
Wo Pila Kar Jaam Labon Se Apni Muhabbat Ka "Mohsin" Ab Kehte Hain Keh Nashay Ki Aadat Achi Nahi Hoti  

kahein be-kinar thi khwahishen kahein be-shumar thi uljhanein kahein aansooun ka hujoom tha, meri baat beech mein rah gai

Image
kahein be-kinar thi khwahishen kahein be-shumar thi uljhanein kahein aansooun ka hujoom tha, meri baat beech mein rah gai

Raat baqi thi jab woh bechda tah, Kat gai umar raat baqi hai

Image
  Raat baqi thi jab woh bechda tah, Kat gai umar raat baqi hai  

Tu Aaye Tou Gatrhi Mein Tujhe Bandh Ke De Doon DIL,Jaan,Nazar,Soch Aur Ye Ishq Waghera

Image
  تُو آئے تو گٹهڑی میں تُجهے باندھ کے دے دُوں دِل ، جان ، نظر ، سوچ اور یہ عشق وغیرہ Tu Aaye Tou Gatrhi Mein Tujhe Bandh Ke De Doon DIL,Jaan,Nazar,Soch Aur Ye Ishq Waghera

Kahan Main Aur Kahan Ye Aab e Kousar Se Dhuli Khalqat Mera Tou Dam Ghuta Jata Hai Aise Paarsaaoun Mein

Image
  کہاں میں اور کہاں یہ آبِ کوثر سے دھلی خلقت میرا تو دم گھٹا جاتا ہے ایسے پارساؤں میں Kahan Main Aur Kahan Ye Aab e Kousar Se Dhuli Khalqat Mera Tou Dam Ghuta Jata Hai Aise Paarsaaoun Mein

Inke Khoul Utaron Tou Bhaidiye Niklein Ye Jitne Log Yahan Paarsa Bane Hoe Hein

Image
  ان کے خول اتاروں تو بھیڑییٔےنکلیں یہ جتنے لوگ یہاں پارسا بنے ہوئے ہیں Inke Khoul Utaron Tou Bhaidiye Niklein Ye Jitne Log Yahan Paarsa Bane Hoe Hein

Rakh de mere seene pe koi dast-e-hinaai Marham se to is dil ka phaphola nahi jaata

Image
Rakh de mere seene pe koi dast-e-hinaai Marham se to is dil ka phaphola nahi jaata Daag Dehlvi

Mana Keh Do Kinaro Ka Kahein Sangam Nahi Hota Magar Saath Chalna Bhi Tou Kam Nahi Hota

Image
  माना कि दो किनारों का कहीं संगम नहीं होता, मगर साथ चलना भी तो कम नहीं होता #Hijars Mana Keh Do Kinaro Ka Kahein Sangam Nahi Hota Magar Saath Chalna Bhi Tou Kam Nahi Hota

Kaash Koi Apana Ho Tou Aayine Jaisa Ho Jo Hanse Bhi Saath Aur Roye Bhi Saath

Image
Kaash Koi Apana Ho Tou Aayine Jaisa Ho Jo Hanse Bhi Saath Aur Roye Bhi Saath

Mohabbat Mein Nahi Hai Farq Jeene Aur Marne Ka Usi Ko Dekh Kar Jeete Hein Jis Kafir Pe Dam Nikle

Image
  मोहब्बत में नहीं है फ़र्क़ जीने और मरने का उसी को देख कर जीते हैं जिस काफ़िर पे दम निकले #Hijars Mohabbat Mein Nahi Hai Farq Jeene Aur Marne Ka Usi Ko Dekh Kar Jeete Hein Jis Kafir Pe Dam Nikle Ghalib  

ajeeb shaks tha kaisa mizaj rakhta tha saath rah kar bhi ikhtilaf rakhta tha

Image
ajeeb shaks tha kaisa mizaj rakhta tha saath rah kar bhi ikhtilaf rakhta tha main kion na dad don us ke fun ki mere har sawal ka pehly hi jawaab rakhta tha ***** woh tou roshnio ka basi tha magar meri andher nagri ka bara hi khyal rakta tha MOHABAT tou thi ussy kisi aur se shyad hum se tou yonhi hansi mazak rakhta tha #Hijars He was a strange person, how he had a mood. He used to keep differences even after being together Why shouldn't I give her fun? He used to answer my every question beforehand. ***** He was a house of lights but He took great care of my dark city. It was love with her, maybe with someone else He used to laugh and joke with me

Atna maloom tha becharengy tuo mar jayengy Hum ne is darja tamashay ka nahi socha tha

Image
اتنا معلوم تھا بچھــــڑیں گـے تو مــــرجائیں گـے   ‏ھم نـے اس درجـــہ تماشـے کا نہیں ســــوچا تھا Atna maloom tha becharengy tuo mar jayengy Hum ne is darja tamashay ka nahi socha tha  

You are not the reality, you are the desire Whatever I met in my dreams. And he is wealth

Image
You are not the reality, you are the desire Whatever I met in my dreams. And he is wealth Me. I am alive because of you. Let me die. If I have free time from you You are the fragrance of dreams And this much of shamelessness You are the first me. No agreement on N. Means it is like a free time. You are the angle of color and closeness How to complain to Angdaayee How should I leave it. n to you. Don't know You are the habit of my life Why do you look at the mirror? You are more beautiful than yourself Story. N is about to end You are my last love. You are not reality, you are desire Whatever you get in your dreams should be the wealth. I am alive by your own I will die if I have free time from you. You are the fragrance of dreams And be just as stupid. You are in the side but no agreement That means it is like having free time. You are the color of Angadai and Nikhat How to complain to Angadai. How should I leave you, know You are the habit of my life What do you look for.... Mirro...

Jafa Ke Zikar Pe Tum Kion Sanbhal Ke Baith Gaye Tumhari Baat Nahi Baat Hai Zamane Ki

Image
  جفا کے ذکر پہ تم کیوں سنبھل کے بیٹھ گئے تمہاری بات نہیں بات ہے زمانے کی जफ़ा के ज़िक्र पे तुम क्यूँ सँभल के बैठ गए तुम्हारी बात नहीं बात है ज़माने की Jafa Ke Zikar Pe Tum Kion Sanbhal Ke Baith Gaye Tumhari Baat Nahi Baat Hai Zamane Ki #Hijars At the mention of Jafa Why did you sit with care? Not your talk It's a matter of time On the mention of Jafa Why did you sit carefully Not your thing It's a matter of time