Deeda e Tar Pe Wahan Kon Nazar Karta Hai Kaasa e Chishm Mein Khoon Nab e Jigar Le Ke Chalo


 

دیدۂ تر پہ وھاں کون نظر کرتا ھے
کاسۂ چشم میں خوں نابِ جگر لے کے چلو


اب اگر جاؤ پئے عرض و طلب اُن کے حضور
دست و کشکول نہیں کاسۂ سر لے کے چلو  

فیض احمد فیض

Deeda e Tar Pe Wahan Kon Nazar Karta Hai
Kaasa e Chishm Mein Khoon Nab e Jigar Le Ke Chalo


Ab Agar Jao Peeye Arz o Talab Unke Huzoor
Dast o Kashkol Nahi Kaasa e Sar Le Ke Chalo

 
Faiz Ahmad Faiz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo