Tum Mukhatet Bhi Ho Qareeb Bhi Ho Tum Ko Dekhein Keh Tum Se Baat Karein??


 

تم مخاطب بھی ھو ، قریب بھی ھو
تم کو دیکھیں ، کہ تم سے بات کریں ؟؟
اِک شعاعِ نگاہِ چشمِ سیاہ
اب اسے دن کریں ، کہ رات کریں
جو اَزل تا ابد ، نہ ٹُوٹ سکی
آج ، اُس خامشی سے بات کریں
فراق گورکھپوری

Tum Mukhatet Bhi Ho Qareeb Bhi Ho
Tum Ko Dekhein Keh Tum Se Baat Karein??
Ik Shuaa e Nigah e Chishm e Siah
Ab Isay Din Karein Keh Raat Karein
Jo Azal Ta Abad Na Toot Saki
Aaj Us Khamshi Se Baat Karein

Firaq Gorakhpori


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai