Wo meray haathon ki dastras se Bahut paray tha Main jhuk gaya tha



دسترس
وہ میرے ہاتھوں کی دسترس سے
بہت پرے تھا
مَیں جُھک گیا تھا
مگر وہ پھر بھی نشیب میں تھا
اُسے اٹھانے کے واسطے مَیں
اگرچہ اُترا تھا پستیوں میں
مگر وہ میری اَنا کے زینے پہ پاؤں رکھ کے
کُچھ ایسا اُونچا ہوا کہ دیکھو
وہ میرے ہاتھوں کی دسترس میں نہیں رہا ہے


Dastras
Wo meray haathon ki dastras se
Bahut paray tha
Main jhuk gaya tha
Magar wo phir bhi nashaib main tha
Usay uthanay key wastay
Agarchay utra tha pastiyon main
Magar wo meri an'na key zeenay pe paon rakh key
Kuch aisa aoncha howa key daikho
Wo meray haathon ki dastras main nahi raha hai


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo