Khamosh Zindagi Buhat Tanha See Thi Kaise Keh Doon Woh Muskurana Na Janti Thi



خاموش زندگی بہت تنہا سی تھی

کیسے کہ دوں وہ مسکرانا نہ جانتی تھی

Khamosh Zindagi Buhat Tanha See Thi

Kaise Keh Doon Woh Muskurana Na Janti Thi

زندگی ڈھونڈتی تھی وجہ مسکرانے کی

غم تھی جومسلسل مجھے ڈھونڈتی تھی

Zindagi Dhoondti Thi WajaMuskuranay Ki

Gham Thi Jo Musalsal Mujhe Dhoondti Thi

میں نے مسکرایا غم کو ٹھوکر دے کر

شاید ہی کبھی بےوجہ میں مسکرائی تھی

Main Ne Muskuraya Gham Ko Thokar De Kar

Shayed Hi Kabhi Be-Waja Main Muskurai Thi

لاکر دے دو کھلونا مجھے آرزوؤں کا

زندگی لاحاصل زندگی کی حاصل تھی

La Kar De Do Khilona Mujhe Aarzooun Ka

Zindagi La Hasil Zindagi Ki Hasil Hai 

ڈاکٹر صبیحہ ناز حسین

 Dr Sabeeha Naz Husain

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo