Tujh Ko Maloom Ye Zindagi Tujh Pe Haram Barehna Jism Jo Sheeshon Mein Saja Rakhay Hein
تجھ کو معلوم یہ زندگی تجھ پہ حرام
برہنہ جسم جو شیشوں میں سجا رکھے ہیں
مذہب کی آڑ لیۓ بیٹھے ہو محلوں میں
مسجدیں چھوڑ کر بت خانے بنا رکھے ہیں
میری غربت نے اڑیا ہے میرے فن کا مزاق
تیری دولت نے تیرے عیب چھپا رکھے ہیں
Tujh Ko Maloom Ye Zindagi Tujh Pe Haram
Barehna Jism Jo Sheeshon Mein Saja Rakhay Hein
Mazhab Ki Aad Liye Baithay Ho Mahlon Mein
Masjidein Chor Kar Butt-Khane Bana Rakhay Hein
Meri Ghurbat Ne Udaya Hai Mere Fun Ka Mazaq
Teri Daolat Ne Tere Aib Chupa Rakhay Hein
Comments
Post a Comment