Chand Meri Zameen Phool Mera Watan Mere Kheton Ki Matti Mein La'al e Yaman



چاند میری زمیں پھول میرا وطن
میرے کھیتوں کی مٹی میں لعلِ یمن
Chand Meri Zameen Phool Mera Watan
Mere Kheton Ki Matti Mein La'al e Yaman

میرے ملاح لہروں کے پالے ہوئے
میرے دہقاں پسینوں کے ڈھالے ہوئے
Mere Mallah Lehron Ke Paly Hoe
Mere Dehqaal Paseenon Ke Dhaly Hoe

میرے مزدور اس دور کے کوہ کن
چاند میری زمیں پھول میرا وطن
Mere Mazdoor Is Daur Ke Koh-Kan
Chand Meri Zameen Phool Mera Watan

میرے فوجی جواں جرّاتوں کے نشاں
میرے اہلِ قلم عظمتوں کی زباں
Mere Fouji Jawaan Juraton Ke Nishaan
Mere Ahl e Qalam Azmaton Ki Zubaan
میرے محنت کشوں کے سنہرے بدن
چاند میری زمیں پھول میرا وطن
Mere Mehnat-Kashon Ke Sunehre Badan
Chand Meri Zameen Phool Mera Watan

میری سرحد پہ پہرا ہے ایمان کا
میرے شہروں پہ سایہ ہے قرآن کا
Meri Sarhad Pe Pehra Hai Emaan Ka
Mere Shehron Pe Saaya Hai QURAN Ka

میرا ایک اک سپاہی ہے خیبر شکن
چاند میری زمیں پھول میرا وطن
Mera Aik Ik Sipahi Hai Khaibar Shikan
Chand Meri Zameen Phool Mera Watan

میرے دہقاں یونہی ہل چلاتے رہیں
میری مٹی کو سونا بناتے رہیں
Mere Dehqaal Yunhi Hal Chalaty Rahein
Meri Matti Ko Sona Banatay Rahein

گیت گاتے رہیں میرے شعلہ بدن
چاند میری زمیں پھول میرا وطن
Geet Gatay Rahein Mere Shoula Badan
Chand Meri Zameen Phool Mera Watan


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna