Amadah Ba Qatal Man Aan Shokh Sitamgare Ein Tarfa Tamasha Hein Nakardah Gunahgare



Amadah Ba Qatal Man Aan Shokh Sitamgare

Ein Tarfa Tamasha Hein Nakardah Gunahgare

 

Gar Nam o Nishan Man , Parsand Bago Qasid

Aawara o Majnoone , Ruswa Sar e Bazare

 

Aey Esa Bemaraan ! Dar Hijar Tu Ranjoram

Shayed Na Khabardari Az Halat Bemare

 

Khuwahi Keh Shifa Bashad Beemar Muhabbat Ra

Yak Jara'a Khuda Ra Dah Az Sharbat e Deedare

 

Dar Lizzat e Deedarish ,Khusro Che Tawan Guftan

Sar Dadam o Jan Dadam , Nadeedah Rukh Yaare

 

کلام  امیر خسرو
Kalaam Ameer Khusro

منظوم ترجمہ
Manzom Tarjuma

مرزا ارشد علی بیگ
Mirza Arshad Ali Baig

اک شوخ میرے قتل کو تیار ہو گیا
میرا گناہ نہیں تھا گنہگار ہو گیا
Ik Shokh Mere Qatal Ko Tayar Ho Gaya
Mera Gunah Nahi Tha Gunahgar Ho Gaya

قاصد یہ کہنا کوئی جو پوچھے  مرا پتہ
رُسوا وہ عشق میں سر بازار ہو گیا
Qasid Ye Kehna Koi Jo Poochay Mera Pata
Ruswa Woh Ishq Mein Sar e Bazar Ho Gaya

ہو جائے کاش میرے مسیحا تجھے خبر
میں غم سے تیرے ہجر کے بیمار ہو گیا
Ho Jaye Kaash Mere Maseeha Tujhe Khabar
Main Gham Se Tere Hijar Ke Beemar Ho Gaya

کافی مری شفا کے لیے ہے مجھے اگر
 اک گھونٹ میسّر مۓ دیدار ہو گیا
Kafi Meri Shifa Ke Liye Hai Mujhe Agar
Ik Ghont Muyasar Mai e Deedar Ho Gaya

خُسرو بیاں ہو لذتِ دیدارِ یار کیا
تن من فدا بے دیکھے رُخِ یار ہو گیا
Khusro Bayan Ho Lizzat e Deedar e Yaar Kia
Tan Man Fida Hai Dekhe Rukh e Yaar Ho Gaya

منظوم ترجمہ
مرزا ارشد علی بیگ
Poet:Mirza Arshad Ali Baig

آڈبان پینسلوانیا
Adyan Pennsylvania U.S.A

 حضرت امیر خسرو
Hazrat Ameer Khusro


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo