Jis Ja Makeen Ban'nay Ke Dekhay Thay Main Ne Khuwaab Us Ghar Mein Aik Shaam Ki Mehman Bhi Na Thi
24 نومبر یومِ ولادت
جس جا مکین بننے کے دیکھے تھے میں نے خواب
اس گھر میں ایک شام کی مہمان بھی نہ تھی
Jis Ja Makeen Ban'nay Ke Dekhay Thay Main Ne Khuwaab
Us Ghar Mein Aik Shaam Ki Mehman Bhi Na Thi
وقت رخصت آ گیا دل پھر بھی گھبرایا نہیں
اس کو ہم کیا کھوئیں گے جس کو کبھی پایا نہیں
Waqt Rukhsat Aa Gaya Dil Phir Bhi Ghabraya Nahi
Usko Hum Kia Khoeingay Jis Ko Kabhi Paaya Nahi
میری طلب تھا ایک شخص وہ جو نہیں ملا تو پھر
ہاتھ دعا سے یوں گرا بھول گیا سوال بھی
Meri Talab Tha Aik Shakhs Woh Jo Nahi Mila Tou Phir
Haath Dua Se Yun Gira Bhool Gaya Sawaal Bhi
پروین شاکر
Parveen Shakir
Comments
Post a Comment