Jidhar Se Guzro Dhuwaan Bicha Do , Jahan Bhi Pahoncho Dhamal Kar Do Tumhein Siyasat Ne Haq Diya Hai , Hari Zameenon Ko Laal Kar Do



جدھر سے گزرو دھواں بچھا دو, جہاں بھی پہنچو دھمال کر دو
تمھیں سیاست نے حق دیا ہے ہری زمینوں کو لال کر دو
Jidhar Se Guzro Dhuwaan Bicha Do , Jahan Bhi Pahoncho Dhamal Kar Do
Tumhein Siyasat Ne Haq Diya Hai , Hari Zameenon Ko Laal Kar Do

اپیل بھی تم، دلیل بھی تم، گواہ بھی تم، وکیل بھی تم
جسے بھی چاہو حرام کہہ دو، جسے بھی چاہو حلال کر دو
Apeel Bhi Tum , Daleel Bhi Tum , Gawah Bhi Tum , Wakeel Bhi Tum
Jise Bhi Chaho Haram Keh Do , Jise
Bhi Chaho Halaal Kar Do
راحت اندوری
Rahat Indori


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai