Koi toh ho jo humary isam ko wird kar lay Koi toh ho Jo humari kushbu konkhud mein bhar lay



کوئی تو ہو جو ہمارے اسم کو ورد کر لے
کوئی تو ہو جو ہماری خوشبو کو خود میں بھر لے
کوئی تو ہو جو ہماری سرگوشی کو سمجھ لے
کوئی تو ہو جو صبح کی شبنم میں ہم کو پائے  
کوئی تو ہو جو ہمارے کھونے کے وہم سے ہی سہم سا جائے
کوئی تو ہو جو ہماری چاہت کی دھن بجائے
کوئی تو ہو جو ہمیں، ہمیں، بس ہمیں ہی چاہے
درشہوار قریشی
Koi toh ho jo humary isam ko wird kar lay
Koi toh ho Jo humari kushbu konkhud mein bhar lay
Koi toh ho Jo humari sargoshi ko samajh lay
Koi toh ho Jo subhu ki kushbu mein hum ko paaey
Koi toh ho Jo humary khonay ke weham se he seham sa jaey
Koi toh ho Jo humari chahat ki dhunn bajaaey
Koi toh ho Jo humein humein bas humein he chahy

Dur E Shahwar Qureshi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai