Yun Teri Rah-Guzar Se Deewana-War Guzre Kandhay Peh Apne Rakh Ke Apna Mazaar Guzre



یوں تیری رہگزر سے دیوانہ وار گزرے
کاندھے پہ اپنے رکھ کے اپنا مزار گزرے

 Yun Teri Rah-Guzar Se Deewana-War Guzre

Kandhay Peh Apne Rakh Ke Apna Mazaar Guzre

بیٹھے ہیں راستے میں دل کا کھنڈر سجا کر
شاید اسی طرف سے اک دن بہار گزرے

Baithay Hein Rastay Mein Dil Ka Khandar Saja Kar

Shayed Isi Taraf Se Ik Din Bahaar Guzre

بہتی ہوئ یہ ندیا گھُلتے ہوئے کنارے
کوئی تو پار اترے، کوئی تو پار گزرے

Behti Hoi Ye Nadia Ghultay Hoe Kinare

Koi Tou Paar Utre , Koi Tou Paar Guzre

تو نے بھی ہم کو دیکھا، ہم نے بھی تجھ کو دیکھا
تو دل ہی ہار گزرا ہم جان ہار گزرے 

Tu Ne Bhi Hum Ko Dekha , Hum Ne Bhi Tujh Ko Dekha

Tu Dil Hi Haar Guzra Hum Jaan Haar Guzre  

مینا کماری ناز

Meena Kumari Naz


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai