Kion Bujh Gaye Charaagh Sitaron Ko Kia Hoa Raat Itni Mukhtasar Tou Na Thi Intezaar Ki



کیوں بُجھ گئے چراغ ستاروں کو کیا ہوا

رات اتنی مُختصر تو نہ تھی انتظار کی

Kion Bujh Gaye Charaagh Sitaron Ko Kia Hoa

Raat Itni Mukhtasar Tou Na Thi Intezaar Ki

ہم بھی دلِ خراب سے بیزار ہیں مگر

کیا کیجئے کہ بات نہیں اختیار کی

Hum Bhi Dil Kharaab Se Be-Zaar Hein Magar

Kia Kijiye Keh Baat Nahi Ikhtiyaar Ki

قابل اجمیری

Qabil Ajmeeri

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai