Tum Meri Us Wehshat Ki Rafeeq Ho Jo Ab Baqi Nahi Rahi
تم میری اُس وحشت کی رَفیق ھو
جو اب باقی نہیں رھی
جسے پی کر تم نے مُجھے
رنگوں ، پُھولوں ، پربتوں
اور نظاروں کو دیکھنے اور اُن سے
محبت کرنے کے آداب سِکھائے
میں کہ لکڑی کا وہ تختہ تھا
جس پر تم نے ھاتھوں سے دِل کاڑھا
اور چُھو کر دھڑکن بَھری
عُمر انصاری
Tum Meri Us Wehshat Ki Rafeeq Ho
Jo Ab Baqi Nahi Rahi
Jise Pee Kar Tum Ne Mujhe
Rangon , Phoolon , Preeton
Aur Nazaron Ko Daikhne Aur Un Se
Muhabbat Karne Ke Aadaab Sekhaai
Main Keh Lakdi Ka Woh Takhta Tha
Jis Mein Tum Ne Haathon Se Dil Kadha
Aur Chho Kar Dhadkan Bhari
Umar Ansari
Comments
Post a Comment