Hoi Khatam Jab Se Woh Suhbatein Mere Mashghalay Bhi Badal Gaye



ہوئی ختم جب سے وہ صحبتیں
میرے مشغلے بھی بدل گئے
Hoi Khatam Jab Se Woh Suhbatein
Mere Mashghalay Bhi Badal Gaye
کبھی روئے شام کو    بیٹھ کر
کبھی میکدے    کو ٹہل گئے
Kabhi Roye Sham Ko Baith Kar
Kabhi Maikaday Ko Thehel Gaye
تیرا ہاتھ   ہاتھ سے چھٹ گیا
جو لکیریں ہاتھوں کی تھی مٹ گئیں
Tera Haath Haath Se Chat Gaya
Jo Lakeerein Hathon Ki Thi Mit Gaein

جو لکھا ہوا تھا وہ مٹ گیا
جو نصیب تھے  وہ بدل گئے
Jo Lekha Hoa Tha Woh Mit Gaya
Jo Naseeb Thay Woh Badal Gaye


Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay