Dekho to khudkushi hai, jo samjho to hai wisal Dariya jo aik chal ke samundar se ja mila



دیکھو تو خودکشی ہے، جو سمجھو تو ہے وصال
دریا جو ایک چل کے سمندر سے جا ملا

اس بار اس کے ملنے کا انداز تھا جدا
چہرہ وہی تھا آدمی بالکل نیا ملا

فریاد خون دل کی عدالت نے کب سنی
ان کو سزا ملی نہ ہمیں خوں بہا ملا

کیوں ضد ہے اے صداؔ تجھے اس کی تلاش کی
اب تک کسی کو جس کا نہیں نقش پا ملا
صداؔ انبالوی

Dekho to khudkushi hai, jo samjho to hai wisal
Dariya jo aik chal ke samundar se ja mila

Is baar us ke milne ka andaz tha juda
Chehre wohi tha, admi bilkul naya mila

Fariyad khoon e dil ki adalat ne kab suni
Un ko sara mili, na humen khoon baha mila

Kyun zid hai Ay
Sadaa tujhe us ki talash ki
Ab tak kisi ko jis ka nahi naqsh e pa mila

Sadaa Ambalvi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo