Khizan pasand humen dhoondne ko nikle hain Hamare dard ka qissa kahin suna ho ga



خزاں پسند ہمیں ڈھونڈنے کو نکلے ہیں
ہمارے درد کا قصہ کہیں سنا ہو گا

جو ہر قدم پہ مرے ساتھ ساتھ رہتا تھا
ضرور کوئی نہ کوئی تو واسطہ ہو گا

Khizan pasand humen dhoondne ko nikle hain
Hamare dard ka qissa kahin suna ho ga

Jo har qadam pe mere sath sath rehta tha
Zarur koi na koi to wasta ho ga


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai