Sa’il nahi hoon, hath mein kasa zarur hai Ye zindagi ke dukh ka khulasa zarur hai



سائل نہیں ہوں، ہاتھ میں کاسہ ضرور ہے
یہ زندگی کے دکھ کا خلاصہ ضرور ہے

دیکھے ہیں سانپ خواب میں پیچھے پڑے ہوئے
کوئی تو میرے خون کا پیاسا ضرور ہے

Sa’il nahi hoon, hath mein kasa zarur hai
Ye zindagi ke dukh ka khulasa zarur hai

Dekhe hain sanp khwab mein peeche pade huay
Koi to mere khoon ka piyasa zarur hai


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai