Tamam jism hi ghha’il tha, ghhao aisa tha Koi na jan saka rakh rakhhao kaisa tha



تمام جسم ہی گھائل تھا، گھاؤ ایسا تھا
کوئی نہ جان سکا رکھ رکھاؤ کیسا تھا

کوئی ٹھہر نہ سکا موت کے سمندر تک
حیات ایسی ندی تھی بہاؤ ایسا تھا

Tamam jism hi ghha’il tha, ghhao aisa tha
Koi na jan saka rakh rakhhao kaisa tha

Koi thehr na saka maut ke samundar tak
Hayat aisi nadi thi bahao aisa tha


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo