Phir bhi mazi ka khayal aata hai gahay gahay Mudatain dard ki loo kam to nahi kar saktien



پھر بھی ماضی کا خیال آتا ہے گاہے گاہے
مدتیں درد کی لو کم تو نہیں کر سکتیں

 Phir bhi mazi ka khayal aata hai gahay gahay
Mudatain dard ki loo kam to nahi kar sakti'in

 
زخم بھر جائیں مگر داغ تو رہ جاتا ہے
دوریوں سے کبھی یادیں تو نہیں مر سکتیں

Zakham bhar jaien magar daagh to reh jata hai
Doriyoon se kabhi yadain to nahi mar saktien


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai