Ankhen hain us ki khwab ke manzar si khushnuma Rukhsar jaise chaand ko hale pade huay



آنکھیں ہیں اس کی خواب کے منظر سی خوشنما
رخسار جیسے چاند کو ہالے پڑے ہوئے
Ankhen hain us ki khwab ke manzar si khushnuma
Rukhsar jaise chaand ko hale pade huay

 
کچھ دن کیا اس کے ہونٹوں کی مسکان گم ہوئی
رنگت میں سب گلاب ہیں کالے پڑے ہوئے

Kuch din kia us ke honton ki muskan gum hui
Rangat mein sab gulab hain kale pade huay

 
زبیر قیصر
Zubair Qaisar


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo