Mujh ko kharab kar gayeen neem nigahiyan teri Mujh se hayat o maut bhi ankhen chura ke reh gayeen
مجھ کو خراب کر گئیں نیم نگاہیاں تری
مجھ سے حیات و موت بھی آنکھیں چرا کے رہ گئیں
Mujh ko kharab kar gayeen neem nigahiyan teri
Mujh se hayat o maut bhi ankhen chura ke reh gayeen
حسن نظر فریب میں کس کو کلام تھا مگر
تیری ادائیں آج تو دل میں سما کے رہ گئیں
Husn e nazar fareb mein Kis ko kalam tha magar
Teri adayen aj to dil mein sama ke reh gayeen
فراق گورکھپوری
Firaq Gorakhpuri
Comments
Post a Comment