Aisa thodi hai ke abaad nahi rehta hai Dil tere baad magar shad nahi rehta hai



ایسا تھوڑی ہے کہ آباد نہیں رہتا ہے
دل تیرے بعد مگر شاد نہیں رہتا ہے

اپنی مرضی سے بناتا ہے دل اپنا پنجرہ
یہ کبوتر کبھی آزاد نہیں رہتا ہے

Aisa thodi hai ke abaad nahi rehta hai
Dil tere baad magar shad nahi rehta hai

Apni marzi se banata hai dil apna pinjra
Ye kabutar kabhi azad nahi rehta hai


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai