Kabhi wo chashm e tasavvur mein aks ki soorat Ksbhi khayal ke sheeshe pe gard jaisa hai



کبھی وہ چشمِ تصوّر میں عکس کی صورت
کبھی خیال کے شیشے پہ گرد جیسا ہے
Kabhi wo chashm e tasavvur mein aks ki soorat
Ksbhi khayal ke sheeshe pe gard jaisa hai

 
جُدا ہوا نہ لبوں سے وہ ایک پل کے لیے
کبھی دُعا تو کبھی آہِ سرد جیسا ہے
Juda hua na labon se wo aik pal ke liye
Kabhi dua to kabhi aah e sard jaisa hai


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo