Aik dam zehr de dia jaye Aj sab khwahishon ki dawat ho



ایک دم زہر دے دیا جائے
آج سب خواہشوں کی دعوت ہو
Aik dam zehr de dia jaye
Aj sab khwahishon ki dawat ho

 
کتنی جلدی بکھرنے لگتا ہے
پھول جتنا بھی خوبصورت ہو
Kitni jaldi bikhharne lagta hai
Phool jitna bhi khoobsurat ho

 
رائیگاں کیجیے ہمیں لیکن
کیجیے جس قدر ضرورت ہو
Rayegan kijiye humen lekin
Kijiye jis qadar zarurat ho


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai