Rone se nahi hasil kuch ay dil e saudaiy Ankhon ki bhi barbadi, daman ki bhi rusvaiy



رونے سے نہیں حاصل کچھ اے دلِ سودائی
آنکھوں کی بھی بربادی، دامن کی بھی رسوائی
Rone se nahi hasil kuch ay dil e saudaiy
Ankhon ki bhi barbadi, daman ki bhi rusvaiy

 
ہم لوگ سمندر کے بچھڑے ہوئے ساحل ہیں
اس پار بھی تنہائی اس پار بھی تنہائی
Hum loag samundar ke bichhde huay sahil hain
Is paar bhi tanhaiy us paar bhi tanhaiy


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha