Sare dhanak ke rang thay us ke libas mein Khushbu ke sare ang usay sochne mein thay



سارے دھنک کے رنگ تھے اُس کے لباس میں
خُوشبو کے سارے اَنگ اُسے سوچنے میں تھے
Sare dhanak ke rang thay us ke libas mein
Khushbu ke sare ang usay sochne mein thay

 
چُھو لیں اُسے کہ دور سے بس دیکھتے رہیں
تارے بھی رات میری طرح مخمصے میں تھے
Chhu len usay ke door se bas dekhte rahen
Tare bhi rat meri tarah makhmase mein thay

 
امجد اسلام امجدؔ
Amjad Islam Amjad


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha