Mujh ko dariya ki subukdoshi se dar lagta hai Tanha jheelon ki is khamoshi se dar lagta hai
مُجھ کو دریا کی سُبکدوشی سے ڈر لگتا ہے
تنہا جِھیلوں کی اِس خاموشی سے ڈر لگتا ہے
مُجھ کو لگتا ہے ڈر خُود غرض پیاسے صِحرا سے
مُجھ کو احسان فراموشی سے ڈر لگتا ہے
Mujh ko dariya ki subukdoshi se dar lagta hai
Tanha jheelon ki is khamoshi se dar lagta hai
Mujh ko lagta hai dar khud gharz piyase sehra se
Mujh ko ehsan faramoshi se dar lagta hai
ڈر یہ لگتا ہے، کوئی الوِداع کا حُکم نہ دے
مُجھ کو خاموش صداؤں سے ڈر لگتا ہے
میں نے ناکردہ گُناہوں کی سزا بھُگتی ہے
مُجھ کو بے فیض رِدٙاؤں سے ڈر لگتا ہے
Dar ye lagta hai, koi alwida ka hukm na de
Mujh ko khamosh sadaon se dar lagta hai
Main ne nakardah gunahon ki saza bhugti hai
Mujh ko be faiz ridaon se dar lagta hai
Comments
Post a Comment