Pairon mein able hain, na chehre pe gard hai Phir bhi tu keh raha hai ke sehra navard hai
پیروں میں آبلے ہیں، نہ چہرے پہ گرد ہے
پھر بھی تو کہہ رہا ہے کہ صحرا نورد ہے
Pairon mein able hain, na chehre pe gard hai
Phir bhi tu keh raha hai ke sehra navard hai
سنجیدگی کی برف بہت بعد میں جمی
موسم مرے وجود کا پہلے سے سرد ہے
Sanjeedgi ki barf bohat baad mein jami
Mausam mere wujood ka pehle se sard hai
احمد عبدالله
Ahmad Abdullah
Comments
Post a Comment