Qana’at ap ko hoti nahi kisi shai par Ye kia ke dil kabhi lena, kabhi jigar lena



قناعت آپ کو ہوتی نہیں کسی شے پر
یہ کیا کہ دل کبھی لینا کبھی جگر لینا
Qana’at ap ko hoti nahi kisi shai par
Ye kia ke dil kabhi lena, kabhi jigar lena

 
فریب دے کے لیا دل تو کیا لیا تم نے
بتائیں ہم تمھیں آتا نہیں اگر لینا
Fareb de ke lia dil to kia lia tum ne
Batayen hum tumhen ata nahi agar lena

 
مرزا داغؔ دہلویؒ
Mirza Dagh Dehlvi


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai