Wo rasm o raah na rakh jis ki dil ko taab na ho Bohat ziyada kisi ko bhi dastiyab na ho



وہ رسم و راہ نہ رکھ جس کی دل کو تاب نہ ہو
بہت زیادہ کسی کو بھی دستیاب نہ ہو

Wo rasm o raah na rakh jis ki dil ko taab na ho
Bohat ziyada kisi ko bhi dastiyab na ho

 
مجھے تو سانس نہ آئے اک ایسے گھر میں جہاں
کوئی پرندہ نہ ہو اور کوئی کتاب نہ ہو

Mujhe to sans na aye ek aise ghar mein jahan
Koi parinda na ho aur koi kitab na ho

 
سعودعثمانی
Saud Usman


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai