Main us ko yahan baith ke bhi dekh raha hoon Wo ankh se ojhal hai mere dil se nahi hai



میں اس کو یہاں بیٹھ کے بھی دیکھ رہا ہوں
وہ آنکھ سے اوجھل ہے، مرے دل سے نہیں ہے
Main us ko yahan baith ke bhi dekh raha hoon
Wo ankh se ojhal hai mere dil se nahi hai


نم آنکھ مری درد سے بس رہنے لگی ہے
رشتہ مرا برسات یا بادل سے نہیں ہے
Nam ankh meri dard se bas rehne lagi hai
Rishta mera barsat ya baadal se nahi hai


فضل الرحمن
Fazlur Rahman


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna