Mausam e gul ki fughan ho ke ho pat jhar ka sukoot Mujh se durvesh pe mausam ye kare hain dono



موسمِ گل کی فغاں ہو کہ ہو پت جھڑ کا سکوت
مجھ سے درویش پہ موسم یہ کڑے ہیں دونوں
Mausam e gul ki fughan ho ke ho pat jhar ka sukoot
Mujh se durvesh pe mausam ye kare hain dono

 
پھول جوڑے میں سجا، آگ میں اوراق جلے
جبکہ اک پیڑ کی ٹہنی سے جھڑے ہیں دونوں
Phool joore mein saja, aag mein auraq jale
Jabke ek per ki tehni se jhare hain dono

 
حماد زیف
Hammad Zaif


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha