Dar, deevar, dareechon us ka Ghar us ka, bagheecha us ka



دَر، دیوار دریچہ اُس کا
گھر اُس کا، باغیچہ اُس کا
Dar, deevar, dareechon us ka
Ghar us ka, bagheecha us ka

 
ہم تو ہیں بَس خاک برابر
سارا اُوچا نیچا اُس کا
Hum to bas hain khak barabar
Sara ooncha neecha us ka

 
روز ہماری مٹّی اُوپر
بِچھتا ہے غالِیچہ اُس کا
Roz hamari mitti ooper
Bichhta hai ghaleecha us ka

 
جو بھی ڈھنگ سے بازی کھیلے
دُنیا ہے بازیچہ اُس کا
Jo bhi dhang se bazi khhele
Duniya hai bazeecha us ka


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Wo mujh ko dastiyaab bari dair tak raha Main uska intkhaab bari dair tak raha

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda