Mudaa Lafz Ke Zindan Mein Rakha Hoa Hai Faeda Yeh Hai Keh Nuqsan Mein Rakha Hoa Hai
مدعـا لفظ کـے زندان میں رکھا ہوا ہے
فائدہ یہ ہے کـہ نقصان میں رکھا ہوا ہے
Mudaa Lafz Ke Zindan Mein Rakha Hoa Hai
Faeda Yeh Hai Keh Nuqsan Mein Rakha Hoa Hai
ابرِ بـے آب ملـے تو یـہ اسـے نذر کروں
ایک آنسو مرے سامان میں رکھا ہوا ہے
Abr e Be Aab Mily Tou Yeh Usay Nazar Karon
Aik Aansoo Mere Saman Mein Rakha Hoa Hai
اختر عثمان
Akhtar Usman
Comments
Post a Comment