Woh Palkein Yun Nikharti Hein Tasawar Ke Dareechay Mein Sahar Ki Neend Ko Jaise Kanwal Ki Yaad Aati Hai
وہ پلکیں یوں نکھرتی ہیں تصور کے دریچے میں
سحر کـی نیند کـو جیسے کنـول کـی یاد آتی ہــے
Woh Palkein Yun Nikharti Hein Tasawar Ke Dareechay Mein
Sahar Ki Neend Ko Jaise Kanwal Ki Yaad Aati Hai
عدمؔ احساس بھـر جاتا ہــے خوشبو کے ترنم سے
غزل کہتے ہوئــے جب اُس غزل کی یاد آتی ہــے
Adam Ihsas Bhar Jata Hai Khushbo Ke Taranam Se
Ghazal Kehty Hoe Jab Us Ghazal Ki Yaad Aati Hai
عبدالحمید عدمؔ
Abdul Hameed Adam
Comments
Post a Comment