Main aik sham tere sath youn guzaar sakoon Ke doof koah ke daman mein aik gosha ho



ایک شام
Aik sham

میں ایک شام ترے ساتھ یوں گزار سکوں
کہ دور کوہ کے دامن میں ایک گوشہ ہو
Main aik sham tere sath youn guzaar sakoon
Ke doof koah ke daman mein aik gosha ho

 
جہاں پہ سبزہ ہرا، اک درخت قد آور
جہاں پہ سرمئی بادل کا عکس پانی پر
Jahan pe sabza haraa, kei darakht qad avar
Jahan pe surmaiy baadal ka aks pani par

 
سکوت شام کے منظر میں رنگ سا بھر دے
سبک خرام ہوا دل کے تار چھیڑ چلے
سماعتوں میں تری دھڑکنوں کا ساز بجے
Sukoot e sham ke manzar mein rang da bhar de
Subuk kharam hawa dil ke taar chher chale
Sama’aton mein teri dharkanon ka saz baje

رضیہ سبحان
Razia Subhan


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay