Main luta chukha apna sab kuch ab mujh mein tu baaqi hai Duniya kehti barbaad hai mujh ko
Main luta chukha apna sab kuch ab mujh mein tu baaqi hai
Duniya kehti barbaad hai mujh ko
Dekh ke mujh mein ab tu baaqi hai
Aazmaaish ke bazaar mein khada raha beech o beech
Sab ne lagaa di boli bas tu baaqi hai
Farq nahin parha kisi ke jaane se
Guruur tha mera ke tu baaqi hai
Comments
Post a Comment